اردوداں(urdudaaN)
Urdu is disappearing so fast. I am a perfectionist when it comes to languages and particularly Urdu. In that sense, urdudaaN is a misnomer. I am not an expert, but am rather trying to do things perfectly. I strongly support Urdu being written in other scripts for a wider audience, but.....BUT...
4 Comments:
This is beautiful. Kya yeh Salaasi haiN? kaun si sinfe-e-suKhan hai? bahar-haal pur-luft aur munfarid.
Adnan
Adnaan saahab, ASAK
in ash'aar ki na to bahr mujhe maaloom hai na hi sinfe-suKhan ka kuchh ilm hai.
darasl lebnaan par israa'eeli hamle ke baare meiN jab yeh kaha jaane laga keh hizbullah ki himaayat karne se shee'oon ko taqwiyat milegi aor iraan ka asaro-rusookh baRhega to mujhe afsos huwa.
islaam ka woh usool keh 'kisi arbi ko ajmi par aor kisi ajmi ko arbi par faoqiyat naheen, faoqiyat hai to aamaal se' yaad aaya.
jab is par sheAr likhne laga to aadhe qaol meiN hi do misre khatm hogae, isliye aik misraA mazeed joRna paRa, phir yeh tarteeb jaari rakkhi.
haan, altaaf husain Haali ki 'musaddas' yaad zaroor aai thi :)
Am happy that you liked it. Thanks, and keep visiting.
Wonderful and informative web site. I used information from that site its great. » » »
nice one! http://urdudaan.com
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home